Sunday, April 11, 2010

Don't Weep At My Grave:


Out she reaches touching this darkened soil of an aged earth.
Soft hair and tender eyes she walks this path to its very end.
Colours reaching from a gentle wind giving life's beauty a natural worth.
Slowly bowing, rising, turning, from this smile it sent my friend.

Labon Pe Phool KHilte Hain:


laboN pe phool khiltay haiN kisi ke naam se pahle
diloN ke deep jalte hain charagh-e shaam se pahle

kabhi manzar badalne par bhi qissa chal nahiN pata
kahani khatam hoti hai kabhi anjaam se pahle

yahi taare tumhaari aankh ki chilman meiN rehte the
yahi sooraj nikalta thaa tumhare baam se pahle

hui hai shaam jungle main parinde laut.te honge
ab in ko kis tarah rokaiN nawaah-e-daam se pahle

ya saare rang murdaa the tumhaari shakl banne tak
ya saare harf muhmal the tumhaare naam se pahle

huaa hai wo agar munsif tou Amjad ihtiyataN ham
sazaa tasleem karte hain kisi ilzam se pahle

Best Friends

Friendship is something to hold on to..
But for me that's not the case..
Cause I don't feel I need to keep..
Something that can't be erased..

I am sure of what I have..
Cause with you I have no doubt..
For what we've built, can't ever fail..
It's what I care about..

I find it hard to describe..
This thing that we share..
Especially when there's nothing else..
That ever could compare..

Others always know..
That together we will be..
For there can never be another..
"Tani and Kerrie"..

Those two words, known all over..
Might as well be one..
Cause without a Kerrie, there is no Tani..
I'm sorry, it just can't be done..

For you're the "U", and I'm the "S"..
And forever that will be..
Cause together we make "US", and so..
YOU COMPLETE ME!!..


Bachpan K Din....;)


Bachpan K Din Bhi Kitne Acchey Hua Kart The

Tab To Sirf Khiloney Toota Karte The



Bachpan Ki Khushiyan Bhi Jaane Kaisi Khushiyan Thi

Teetlion K Per Nocha K Khush Hua Karty The



Choty Thi To Makro Faraib Bhi Choty The

Dana Daal K Chiriyon Ko Pakra Kartey The



Barish K Pani Mein Payu Maar K

Khud Apni Nayu Daboya Karty The



Apne Jal Jane Ka Ehsas Tak Na Tha

Jalte Huye Sholon Ko Pakra Karty The



Ab To Ek Aansoo Bhi Ruswa Kar Jata Hai

Choty Thy To Dil Khol Kar Roya Karte The

~~~~♥♥♥♥♥♥♥♥~~~~


Aaj jo Tanha hai Woh Pardes Mein ♥
Zaroor Mujh ko us Ney Socha ho ga ♥
Khuvabon aur Khyaalon Mein ♥
Mera hi Chehra Tarasha Ho ga ♥
Raah Chaltey jo us ko
Mera khyaal Aaya Ho ga ♥
Aik Nazar Ruk ke Asmaan Pe Chand ko Dekha Ho ga
Jab Saath They to Roz hi larti Thi Mujh sey
Ab Din Mein so Baar khud peh Bigarti Ho gi ♥
Mail Box Kholtey hi Naam mera Dhondti Ho gi ♥
Aur na Pa ke MujheyAap hi ♥
Aap Mujh sey Roth ti Ho gi ♥
Zaror Masrof Hon buhat ya koi Test hai Mera ♥
Tawelein Ghurr ke khud hi Behal ti Ho gi ♥
Tanha Sard Raat Mein ♥
Yuon hi Sarak peh Tehaltey Huvey ♥
Khyaalon hi Khyaalon Mein ♥
Haath us ney Mera Thama Ho ga ♥
Phir Kisi Pool ke Nechey Ruk kar
Aankhon Mein Mere us ney Jhaanka Ho ga ♥

Saturday, April 10, 2010

Krazzy moments:

A small boy opens d door looks at his sister's boyfriend n asks innocently-
"Everyday u come to meet my sister, don't u have ur own sister" :-) :P :D

Thursday, April 8, 2010

Friendship



A real friend is one who walks in when the rest of the world walks out.-- Walter Winchell

~CHALO AISA KAREIN SITARE BANT LEITEY HEIN~


Chalo aisa karein mil kr Sitarey bant leitey hein
Zarorat k mutabiq sb saharey bant leitey hein

Mohabbat krney walon ki tijaarat b anokhi hei
Munafa chor deitey hein khassara bant leitey hein

Agr milna nahin mumkin to lehron pe qadam rakh kar
Abhi DARYA E ULFAT k kinaarey bant leitey hein

Meri jhooli mein jitney b wafa k phool hein
Ikathey beth kr ik roz saarey bant leitey hein

Mohabbat k ilawa paas apney kuch nahi FARAZ
Isi dolaat ko hum qismat k maarey bant leitey hein

Akber-ali Search Engine